Nojoto: Largest Storytelling Platform

Din toh jese tese kaat liya Ab raat ka kya karun

Din toh jese tese kaat liya
Ab raat ka kya karun 
Teri tasveer toh jalali humne
Magar teri yaadon ka kya karun
Kab tak teri intejaar karun
Kab tak tujhe yaad karun
Khudko toh samjha liya
Magar is dil ka kya karun

©Nutan Pradhan #BadhtiZindagi #teriyaad #Yaad #tasveer #Dil #intejar
Din toh jese tese kaat liya
Ab raat ka kya karun 
Teri tasveer toh jalali humne
Magar teri yaadon ka kya karun
Kab tak teri intejaar karun
Kab tak tujhe yaad karun
Khudko toh samjha liya
Magar is dil ka kya karun

©Nutan Pradhan #BadhtiZindagi #teriyaad #Yaad #tasveer #Dil #intejar