Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tujhe dekh kar,tujhme hi kho jaya karti thi main,

Kaise batau tujhe kitna Chaha karti thi main,

Hayye teri Muskan dekh kar,pagal si Ho jaya karti thi main,

Teri dant ko bhi pyar se khaya karti thi main,

Tere aage apne dosto ko bhi bhool jaya karti thi main,

Teri jhoothi baato ko bhi aasani se maan jaya karti thi main,

Ek tere hi sapne apni aankho mein sajaya karti thi main, 

Unn sapno ko puri karne Ki hasrat bhi rakha karti thi main,

Tune qadar hi na ki thi meri or mere chahat ki,
Warna tujhe duniya se chhinne ki himmat rakha karti thi main,

Kaise batau tujhe kitna Chaha karti thi main.

Hayye teri Muskan dekh kar,tujhme hi kho jaya karti thi main,

shwetasingh1932

Shweta Singh

Bronze Star
New Creator

Tujhe dekh kar,tujhme hi kho jaya karti thi main, Kaise batau tujhe kitna Chaha karti thi main, Hayye teri Muskan dekh kar,tujhme hi kho jaya karti thi main, Kaise batau tujhe kitna Chaha karti thi main, Teri dant ko bhi pyar se khaya karti thi main, Kaise batau tujhe kitna Chaha karti thi main, #Books #Quotes #Art #Humour #Hindi #hindiquotes #nojotohindi #hindipoetry #znmd