Nojoto: Largest Storytelling Platform

Bin safar bin manzilo ka ek rasta to sab ho jate h

Bin safar bin manzilo ka ek rasta to sab ho jate hai aksar toot ke zindagi ka asli mayina to sabko saath leker chalne me hai....

Kahi door kisi jangal me thahra dariya to banzar pani ban jata hai pani wo bano jisse kisi ko ahsaas ho ki ha wo anmol hai gale ko shifa dene ke kaam aata hai....

Ek zindagi hone se acha ek saath kayi zindagi jeene me hai kabhi beti to kabhi behen kabhi Begum to kabhi bahu or khubsurat ahsaas ke saath ek mamta ki murat maa hone me hai...

Door Aasman se girte jharno me khone se jyada pyaara ahsaas hai us jharne ke niche jo ek insan hai use chaya deker use mehfuz karna....

Main aaj main hone se kahin  behtar kisi or  ka hona chahta hun..... #Yaari #mohabbat #love #zindsgi