Nojoto: Largest Storytelling Platform

ye jo ramzaan ka mahina aane ko hai hamari zindagi

ye jo ramzaan ka
mahina aane ko
hai
hamari zindagi m
bahar aane ko 
hai
hum kare apne 
gunaho se tauba
iss liye
ye mahina aaya
mitane hamare
se gunaho ko
hai
duaa karna puri
ummat ke liye 
kyonki
rab ke darbar m
har duaa jayegi
sab ki duaa rang 
laye gi hamari
khushiyo main
inshaallah
fir se bhar 
aayegi hamari zindagi m
karoge sirf rab e kareem
pe hi bharosa to zindagi
hi nahi akhirat bhi
sawar jayegi
inshaallah
(duaao main mujhe
bhi yaad rakhna)

©Imran Ali
  #Ramzaan #RamzaanMubarak #Humsabkizindagi #m #aaye #hamesha #Ye #bhar #Ramzaan #ki