Shaam tab bhi dhal jati thi aur aaj bhi dhal ta hai par pehele har dhalti huyi shaam ko mera sar tere kandhe thama krta tha tere ankhon mai jeise anshu aate aate rukh jata tha uss din k liye bichar jate the hum neye din ka intezar rehta tha.... Yaad hai tujhe.... woh woha uss gaali k par.... #MyBrokenLife #Mon #gaali