Bistar main khud ko ojhal kar lia , Chinta mai nind kahan aati - Ishliye subha der tak sota reh gaya ; Ek awaz mere kaano me aa takrai , Mai gehri nind se bahar to aa gaya , Par sehma hua toh bistar ki god me avi bhi tha ; Lagatar darwaze aur Maa ki aawaz se main nind se jaga . Subha darwaje kholte hi Maa ne kuch eaisa bataya , jo mere sath pehle kabhi nahi hua , Kal raat wah na aai hoti aur mai daar ke bhaga na hota toh sayad raakh ho gaya hota . ANOKHI EHASA #chapter_5