sunna hai mehman_e_khass aya hai mere kashmir mai b aa pada hai, suna hai sab us sai darr rahe hai sab band kamroo mai padhe hai, na salam,na namste aur na hi aadaab waqt hamara chal raha hai kharab, masjid,mandir,aur gurduware band sabi hai yaqeenan ye upar wale ka qehar hai, corona naam hai uska apna nahi woh kisika.. 21 days of quarantine ,so stay at home and stay safe guys....