Asmanjas hai! Ya kiya hai Uski ek jhalak pane ko Jo ye ankhe bekarar hai Asmanjas hai! Ya kiya hai Usme jinda rahne ko Jo ye saanse Besumar hai Asmanjas hai! Ya kiya hai Uski mithi bato par Jo ye dil mar-mitne ko taiyar hai Asmanjas hai! Ya kiya hai In sari bato ka Sirf yahi ek jawab hai Asmanjas nhi! Shayad ye pyar hai, Ha yahi pyar hai Shayad ye pyar hai! #asmanjas #bekarar #besumar #dil #pyar #ankhe