Kahani toh har kisi ki kahi na kahi chupi hoti hai, Jaisi ki kisi ki aankhon me toh kisi ki muskurahat me, Kisi ke dil me toh kisi ki baaton me, Kisi ki nafrat me toh kisi ke pyaar me, Kisi ki khamoshi me toh kisi ki narazgi me, Kisi ki fariyaad me toh kisi ki duaon me, Kisi se durr hone me toh kisi se milne me, Bus ye tum par nirbhar karta hai ki tum sunna chahate ho ya nazarandaaz karna... - A.K @alfaazon___ki___duniya ©A.K #veins