ek maa ki to duniya hi ujaad gyi, ek pita ka abhimaan tut gya, un nanhe se kadmo ka pura jahan tut gya, ye saamaj ki bandisho se , kon ab tak chut paya h , meri nanhi si gudiya ko , ab tak kon insaaf de paya h, nahi gudiya #nojoto