baith jaao Dil ke samandar mai. Pyaar roopi lahre. Panap rahi hai. Isse pehle ki wo bhayanak toofan ban jaye tum baith jaao . Dimag tum baith kar socho ki dil kya kar raha hai. Tum usko apne kaabu mai lao. Taaki ye tufaan sab kuch tabah na kar sake. #life #thinking #society #thinking #heart #nojotohindi #love