Nojoto: Largest Storytelling Platform

Hisaab! Kitni raatein tere naam ki, kitni shayame

Hisaab!
Kitni raatein tere naam ki, kitni shayame tujhe yaad kiya,
kitne aasko pe tera haq tha, kitni khushiyo ko raakh kiya, 
kitni baar zuba pe zikr aaya, kitni baar naam liya,  
kitni dafa teri hasti tasveer dikhi,
kitni baar khudh ko teri mohobaat me nilam kiya.
HISAAB NAHI! Kitni raatein tere naam ki, kitni shayame tujhe yaad kiya, kitne aasko pe tera haq tha, kitni khushiyo ko raakh kiya, kitni baar zuba pe zikr aaya, kitni baar naam liya, kitni dafa teri hasti tasveer dikhi, kitni baar khudh ko teri mohobaat me nilam kiya, kitni baar teri raah se guzar, jane kitne aapne se door hua, kitni chahat hai mere dil me tere liye, itni baar tera khalyal sajoya, kitni baar haar se dosti ki, kitni baar jitne pe tera saath yaad kiya, kitni baar mere haatho ne tera hath thamne ka intazaar kiya, kitni baar in aakho ne tujhe dekhne ki zid ki, najane kitni baar teri awaz sunnane ki in kano ne khoshish ki, kitni baar un taaro me tujhe dundha, kitni baar us chand to tera zirk kiya, kitni baar maan ko samjaya, isko teri doori se samjhota karwaya, kitni baar dhadkan ko tere naam ka sahara diya, kitni baar aapne me tujhe utara, kitni baar aapne kadmo ko teri tarf aane se rooka, kitni baar hi door se tujhe nihara, kitni baar hi aaine me tujhe nihara, kitni baar tere liye khgaz ka katl kiya, kitni baar teri yaad me badan kapa, kitni dafa tere laut aane ka vichar kiya, kitni baar khuda se teri chahat mangi, kitni baar raab se tujhe paane ki bhik mangi, kitni baar aakhe band kar tujhe dekha , kitni baar tere na hone pe tera ehsaas kiya, kitni baar tujhe kitabo ke panano me dundha, kitni baar tujhe bhulne ka prayas kiya, kitni baar aapne aap ko zhakm diya, kitni baar aapna dil chir diya, kitni baar dhadkan me tujhe suna, kitni baar gairo me tujhe dundha, kitni baar tujhe yaad kar soya na, kitni baar aapne haatho se teri tasveer banai, kitni baar tu diya aur me baati sa raha, kitni baar tujhe roshan karne kudh jalta raha,kitni baar.... HISAAB NAHI!