White Pata nahi kyu par aaj ek baat dil ko baar baar kachot rahi hai... Ki jo insaan aaj marne par tule hain, Unhone ji kar bhi toh dekha hoga. Kya pata... Shayad unhe marna jeene se aasan laga hoga. Kya pata... Sach mein woh duniya ki uljhanon se dur, Unhe sach mein marna aasan laga hota. Kya pata... Unhone ji kar bhi dekha hoga "Lekin kya pata... Zindagi ek naye mod par intezaar kar rahi ho!" ©Rubab Razi #life_lesson