kya aaj v koi apna gussa kare to ruth jaate ho.. kya aaj v bura lage to bina sarmaye ro lete ho kya aaj v udti titli dekh k khus sa ho jaate ho kisi ko taklif main dekh udaas sa ho jaate ho kya aaj v barish k bundo k sath nachne ki tamanna rakhte ho sunsaan raat mein taaron ko ginne ki khwaish rakhte ho kya aaj v..apne andar wo bachpan ko kaayam rakhte ho....??? _Lipsa #kya aaj v bachpan Ko jeete ho!! #ChildrensDay #Happiness