kha tha usne tere toh aansu bhi pee sakte hain khoon kya cheez hain koi btaaye ja k use mera khoon bhi aaj aasnuon mai jaa mila hain or koi unhe pochne wala tk nahi hain.😔 haa yaad hai mujhe kha tha tune...