Nojoto: Largest Storytelling Platform

Mai kyu kahu ki baat kr le mujhse, Kya use nhi pt

Mai kyu kahu ki baat kr le mujhse, 
Kya use nhi pta usse baat kiye bina dil nhi lgta mera...

Mai kyu kahu ki raat me baat kr le thodi der mujse,
Kya use ye ahsas nhi hota ki usse baat kiye bina nind b nhi aati mujhe...

Mai kyu kahu ki subah good morning wish kr diya kr mujhe,
Kya use nhi pta uske good morning ke bina mere din ki shuruat nhi hoti...

Mai kyu kahu ki yaad kr liya kr mujhe 
kya use nhi pta uski yaado k bina to saanse b nhi chlti meri. Mai hi kyu kahu hr bar 😞😞