Insaan ki manawta din b din kyu hoti ja rahi h sharmshar.. Uannati ki taraf badhta hua insaan apni inhi harkato se hmesha jata h haar .. Kahi jeevo ki hatya to kahi betiyo ki izzat ko krta h taar taar.. Insaano ki himmat ki to daaz deni hi padegi .. ab dekho na itne anushashan ke baad bhi wahi harkaate dohrata h baar baar.. Insaan ki himmat Shameless people🤬🤬