Nojoto: Largest Storytelling Platform

Dwapar yug Yah jo bhagwan ko khoz aaramb hua vo dw

Dwapar yug
Yah jo bhagwan ko khoz aaramb
hua vo dwapar yug se aaramb hui hai. yah jo dwapar yug hai vo aisa marg hai jo sirf
bhakti walon ke liye hai.jis se bhakti ke
darwaje gulne aaramb hote hai.jo ek usa 
iswar ki khoz mein lage hai parantu une na koi bhagwan milta na uski amog shakti
ya lekin kya bhagwan ki khoz karna aavas
hyak hai? vashtav mein kya bhagwan ki sachai kya hai? agar yah hum aatmaon ne
ne jana liya to phir yaha-vaha bathne ki 
jarurat hi nai. usa shakti ko manushya aatmaye yah-vah khoz karti rahi hai aur abhi tak kar rahi hai.naja ne kaha-kaha 
usa ko khoz karti rahi parantu kya bhagwan mila hai?manushya to khali
mein hi apna kimati samay aise hi vertha
jane de rahi thi. koi ne kaha-koi ne kaha
hum to jo deh-dhari (manav) ko yad kar
apna yah kimati samay yuhi gavah rahe the sirf aur sirf veh isa chalave mein the
jisse jaldi koi nikal nai shakata kyun ki vo
hai hi maya-ravan arthath pach vikar rupi
dushman ke jal mein fhasa pad hai.manav
ne hi apne dwara apna anta kar liya hai.jis
se ushe koi bhi bacha na shakhe.kuch bhi 
nahi soche samaje nirakar shiv parmatma 
ko pathar mein khoz rahe the fhir bhi mile
nahi isaliye hum ne bhagwan ko murtiyon 
mein dunda rahe the ki aakhil mein ishwar
hai kaha nai mile dharshan to vrata,niyam,
ajapa-japa aise bahut kuch karte bhi bhagwan nai mil paye uske baad nai koi bhi manokanaye purn nahi hui toh ishwar
ko junglon mein gufhaon mein khoz the 
fhir bhi zara bhi pata nai pada bhagwan ke
bare mein aur aise kar ke maya arthath vik
aron ne aur hi buddhi ka tala band kar diya
aur aisi buddhi gumadi jisa se yaha tak ki
bhagwan kon kute,bili,patharon mein,deh
dhariyon mein dhund khoz karte rahe fhir
bui na mile toh manushyon mein nai mile
toh sarv-vrapi ka diya air usa se bhi nai 
bheth hui toh mahan vektiyon mein uno ne
bhagwan ki chavi dekhi toh una par prabh
avit ho gaye aur aise mein maya,ravan 
arthath pach vikaron ne insanon ko purn
roop se apna bana liya kyu ki sabhi jan ap
ne aap ko pure riti se bhul gaye the isliye
toh maya ne apna dav-pech aaramb kiya 
aur dekh the hi dekh the sabhi manushya 
aatmaye isa maya ke vashibhut ho gayi 
aise karte the-the aur hi buddhi ka tala
band ho gaya aur fhit uno ne yah sare tatva yani aakash,vayu,jal,agani,prutvi
ko bhi ino ne bhagwan mana liya aur puja 
ne lage.aise mein hum aatmaon ne apni shanti,sukh,chan sar kuch gava diya aur
aakar aba kalyug mein ja kar pauche isa
liye hum apne param sata pita parmatma 
se bichar gaye kyun ki humne apna sarv
kuch guma kar diya aur nidhan ke arthath 
kangal bana gaye.isa liye hume vapisa dhan-van banane hai.toh fhir hum manushya ko yah sab kuch fhir dharan 
karna ati aavshyak hai kyun ki yah prutvi
ka niyam apne mein purn roop se santulan
banaye rakhna aur parivartan hona.

©Shishir Rane
  #Humara#pauranik itihasa