Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tumse mohabbat karke kya karna, Tumse dushmani kar

Tumse mohabbat karke kya karna,
Tumse dushmani karke kya karna,
Tum mere ho mein tumhara hu,
Is duniya ko batakar kya karna,
Bs tum sath nibhana ache se,
Koi rasm nibhakar kya karna,
tum ruthe ache lagte ho,
Phir tumko manakar kya karna,
Yadain tumhari dil mei hai,
To tasveere jalakar kya karna,
Ab tut chuka ye rista,
Majburi mei chalakar kya karna,
Paresani se mera rista hai,
To gam bhulakar kya karna,
Ab tum mere dil mei ho,
Phir tumko satakar kya karna

©naushadshayar Kya karna...........


#mohabbatshayari
Tumse mohabbat karke kya karna,
Tumse dushmani karke kya karna,
Tum mere ho mein tumhara hu,
Is duniya ko batakar kya karna,
Bs tum sath nibhana ache se,
Koi rasm nibhakar kya karna,
tum ruthe ache lagte ho,
Phir tumko manakar kya karna,
Yadain tumhari dil mei hai,
To tasveere jalakar kya karna,
Ab tut chuka ye rista,
Majburi mei chalakar kya karna,
Paresani se mera rista hai,
To gam bhulakar kya karna,
Ab tum mere dil mei ho,
Phir tumko satakar kya karna

©naushadshayar Kya karna...........


#mohabbatshayari