Zindagi ki sachchaiyon se ab dar gaya hu main; Zinda to hu par kabka mar gaya hu main. Baki hain bas diwarein baki nahi koi; Thaka hara hua wapis wahi ghar gaya hu main. Aati rahi hain mujhko satane ke liye jo; Teri un sab yaadoin se aaj lar gaya hu main. ©Prabhakar Kumar #shayari #hindishayari #beinglonely #sher