Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tunnel meri ahemiyat kya hai nazar mein teri kya

Tunnel meri ahemiyat kya hai nazar mein teri 
kya hai meri kimat qadr mein teri 
kahin main teri jeet ki nishani to nahi 
ya fir koi bhooli hui kahaani to nahi 
kahin mera jism sirf terasaaya to nhi 
khin tu mujhe khareed kar laaya to nahi 
kya thi khata aakhir bata bhool kya thi meri 
jo  iss qadr bezillat hoon main.aaj nazr mein teri 
kya maine tere kisi zakhm ko tatola tha 
ya shayad maine tere ghamand ko toda tha 
itni ana aur itna bda falsafa hai tera 
ki kar na ska bardaasht tu ye faisla mera
hoon main kya tere man ye sawaal aaya hoga 
mujhe meri aukaad dikhane ka bhi to khayaal aaya hoga.. #yeanateri