White upar wale ne kuch souch kar hi humain milaya huga na, barna aisa thudi na hota hain. khuwabon se nikal kar wo aise hi mere pas nehi aata na,đđĨ°đĨ° sayed uss upar wale ko ab jake mujh par thudi si tarash to aaya hoga hi. par dar bhi lagta hain, khuli ankhuse main koi khuwab to nehi dikh rehi na, agar sapno ki tarha tud geya toh, mera nadeeb mujhse ruth geya toh, wo mujhe phirse chud geya toh..... đđđđ ŠN.B.Mia #love_shayari Aman Singh