usee bhala kis baat ka gam sata rha tha jo vo u hi baithe baithe muskura rha tha duniya k shor se khamosiyo k badal ghata rha tha... najane use kaun sa gam sata rha tha ... jiski hr chal ek nazakat se bhari thi jisne badtmiziya bhi badi sharafat se kari thi jo aksar muskura k dekha karta tha aaj dekh kr muskura rha tha ... najane use kaun sa gam sata rha tha na to waqt ki raftar ruki , na hi spno ki.. bs vo hi khwab aur haqiqat k beech pista ja rha tha pista ja rha tha pista ja rha tha.. shayad usee yhi gam sata rha tha ... haan usee yhi gam sata ra tha..😊 😊.. #nojoto