Hua Tu Kyun Juda? Hua Kyun Tu juda mujhe de ye bta Chal rahi hai Zameen Ro rha kyun aashman Hua Kyun Tu juda mujhe de ye bta Chal rahi hai Zameen Ro rha kyun aashman Teri panahon mein hai meri ye Zindagi Bin tere hai adhuri meri ye har khushi Rukhi Rukhi si meri ye aankhein nam ho rahi hai Sukhi Sukhi si meri Sansein Tham si gayi hai Jagaya aisa kyun mujhe ki fir kbi mai na So saka ho gya hun aisa tera fir kisi ka na ho saka Karta hun yaad tujhe tanhai mein Sada dubba - dubba rhta hun gamo mein bevjah Hua kyun tu juda mujhe de ye bta Chal rahi hai Zameen Ro rha kyun aashman ✍Vivek Jain #hua#tu kyun #juda ✍😍