Kash zindagi ek kitab hoti padh to pate Na jane kyou zindagi ek unsuljhi unkahi dastan ban gai Na jane kyou zindagi khafa ho gai jitna jisse dur rahe utne hi badnam ho gaye yaha sachcha koun jhutha koun kisne dekha har kisi ne dikhawati chijo ko mana kuchh Dil kibate #reading