Nojoto: Largest Storytelling Platform

Allah tera har faisala mujhe manzor hai Meri kuch

Allah tera har faisala mujhe manzor hai 
Meri kuch duayen qubool na ho saki to kya hua 
Shayad maine hi kuch galat maang liya hoga
Varna tu kabhi bhi apne bando ki duayen radd ni karta 
Meri khair na hogi us cheez me jo maine maanga tha
Mere liye vo behtar na tha tu ye baat jaanta tha
Aye mere Rab tu kya chahata hai ye meri samjh se bahar hai
Aazmaishien bhi sakht leta hai 
Aur haarne bhi ni deta hai
Teri dariyadili ki kya misal du
Saat samandar banaye hai tune
Phir me apne bando ke ashakho se tujhe mohabbat hai
Khuda sab kuch chor diya maine tujh par 
Apni kismt apni Mohabbat apni aarzoyen apni mushkilaat sab kuch 
Tera har faisala kamal hai 
Tere faisalon par mujhe sawal ni 
Tu jitna bhi chahe mujhe aazma le
ilteza meri ye hai bas meri aakhirat sambhal le 
Har musibat me bas tu mere saath reh 
Ayeee khuda tu meri aakhirat sambhal le...........
~Aaisha(AK) yaa Allah meri aakhirat sambhal le ....

aaisha8097435720034

A

Bronze Star
New Creator