jise pahli nazar se akhri nazar tak dekh ke vi dil dhadak ta ha tab ha o sachha pyar, jise dekhne k bad or kanhivi dekhne ki cha hat na rahe tab o ha sachha pyar. har pal uske hi agar khyalo main dub rahne main achha lage tab ha o sachha pyar, jiski har ek batein kano main gunjta rahe tab ha o sachha pyar,,, ussse bar bar milne ki khwaish agar tumhe satayee tab ha o sachha pyar,, agar uske sath kia jhagre me fault uska ho or maffi tum mango tab ha o tumhara sachha pyar ,, agar meri ye sayri padh ke tumhara dil akbr k lie use soch k hua bekarar tab karo share usse or kahdo use tum vi karte ho usse sachha pyar... sachha pyar