हमेशा Sab kaa sath bhi Akela pan kyu lagne laga Pyaar Jo sab ke Mann me hai Woh paraya kyu lagne laga Aankhe namm hai meri, deh thadthadata kyu hai Ab apne ghar me raheke mehemaan saa kyu lagne laga jab pariwaar se Ruth jaata hu toh aisa khayal aata hai