Teri meri khani h jo duniya ko sunani h Kal tak Nahi janti thi duniya ko bus apne m hi khoi si rehti thi tune hath pakad kr is duniya se jo milaya tha duniya kitni khubsurat tune mujhe samjhaya tha Sapne dekhne ki b azadi h Yeh tune mujhe samjhaya tha tune is dil ko dhadkna b sikhaya tha dusro ki khusi m khus hona b sikhaya tha socha na tha ki Teri-meri b koi khani bnagi... #NojotoQuote Teri-meri khani...