Nojoto: Largest Storytelling Platform

Meri mulaqat jab unse huyi bahena se jab meri baat

Meri mulaqat jab unse huyi
bahena se jab meri baat huyi
Rishta Jo sab se pyara hai
Uski tab shuruwat huyi.. 
Unke dil ki kaifiyat ka Kya kehna!
Unke baaton ki sharafat ka Kya kehna!
Unke seerat ke taqaze ka Kya kehna!
Unke masoom lehjon ki nazaqat ka Kya kehna!
Kitne pyare kitne Meethe kitne Achche ho Aap!
Kitne Nyare kitne masoom kitne Sachche ho Aap! 
Hamesha khush rahen muskurate rahen 😊 
Khushi Me jhoomte lehlahate rahen 
Kabhi ashk Tari na hon aapke aankhon par
Khushiyan rahe dil k darwazon par 💞 😊  Dedicating a #testimonial to Řähîłā Fatima Mėhëř
Many more happy birthday Rahi 🤗🤗my dear bahena 🤗 
(really sorry for late wishing 😢) 
Kitna bhool jata hun Mai.. Apnon k bday par Kiyun door jata hun Mai 😢... 

Khair Aap hamesha khush rehna mere pyare bahena 🤗... 
ALLAH Aapko bhi hamesha khush rakhe muskurata rakhe kamiyab rakhe! Seehat me tandrusti Aur har bala pareshani aafaton bemariyon se door rakhe Aameen summaameen ya rabbal aalameen 🍫 🤗🤗🤗..

parvezkhan4859

Parvez Khan

New Creator