Nojoto: Largest Storytelling Platform

'Hey, shall I call' is chij ki jaise aadat si ho g

'Hey, shall I call' is chij ki jaise aadat si ho gayi thi. Waise zada purani to nehi par phir v dilke bohot karib ek aadat.. Jaise mein isi ko sunne ke liye betab rehti. Meri raat to bas suru hoti thi isi ke liye.. Mein jaagti v to bas isi ke liye.. Ek dil ko sukun dilane wali koi ek aadat. Huh atchi ya buri sayad hi pata tha.. Ya phir jan na zaroori nehi tha.. 
Par mein khush hu ye aadat zada purani nehi ho payi.. Bas kuch hi haftoo ki ye aadat pata nehi kyun ab jaise saloon purani lagti mujhe.. Kavi paglo jaise puchti tumhe 'kya hum thik kar rahe hein' jawab jaise mujhe pata tha.. Phir v usse sunna ek sukun tha.. Jaise kisi ghaon mein marham.. 
Par pata kaha tha.. Aadate vulana itna aasan nehi hota... Tum samjhte bas kuchi hi dino ki to hein ye adat.. Chut jayegi.. Mein tumhri awaaz ko jaise bare dhyan se sunti aur man mein hi bolti kaash tum saamjh pate ye aadat nehi zaroorat hein meri.. Pata hein mujhe tumhe pinjre mein rakh nehi sakti.. Tum to urne wale parinde ho.. Sayad phir se udne ke liye tayar.. Par chodo.. Kavi aur sahi.. Sayad phir se sunungi tumse isi aas liye.. Phir se likhungi kavi tumhri batein... The scars you left

nabanitadas7344

Nabanita Das

New Creator

The scars you left