Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek kadwa sach kisan hamare liye kitni mehnat kart

ek kadwa sach 
kisan hamare liye kitni mehnat karta hai fasal ugaane ke liye khoon paseena ek kar deta hai aur ye ummeed rakhta hai ke fasl taiyar hogi to mai use bechkar sab ghar waalon ke tohfe laaunga khane ka intizam karunga lekin jab woh mandi lekar pahunchta hai to ham usse itna mol bhaau karte hain ke bechara apni saari hasraton ko dafn kar deta hai lihaza hamen chahiye ke ghareeb kisan se zyadah mol bhaau na karen aao ham is nek kaam me pahel karen 
Shadab Raza 7068852786 kisan ki zindagi

farazkhan2161

Shadab raza

New Creator