Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kha tak nibhau kaho kha tak nibhau? Tu

Kha tak nibhau
           kaho kha tak nibhau? 
Tumse dur jane tak ya tumhare pass ane tak?  Tumhare haath thamne tak ya unhe chhod k jane tak?
Tumhara naam lene  tak ya apni akhari saans tak? 
Tumhare khawbo me ane tak ya tumhe bhul jane tak? 
Tumse akhe milane tak ya tumse nazare milane tak? 
Tumhare saath chalne tak ya tumhara saath chhodne tak? 
       Kaho na, kha tak nibhau? 
Tumse dur jane tak ya tumhare pass ane tak?