Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har baar har baat bolna zaruri to nai, khaamoshiyo

Har baar har baat bolna zaruri to nai, khaamoshiyon ko bolne do zara

Yu to tumhe hawaao ki sarsarahat bina huye hi pata chalti hai
Fir baat jab khud par aati hai, fir mukarte kyu ho?. 

Do pal ki khamoshi jee kar to dekho
Kai baar khamoshi wo kar jaati hai, jo zubaa nai kar sakti.. 

Zara uss parinde ko dekho, bina bole hi fadfadane ki utsukta hai
Isi tarah tum bhi apne khamoshi ko apne dil se hokar 
guzarne ka mauka to do.. 

Wo nadiyo ki chanchalta, wo pahado ka khadakna
Ye khamoshiya unko bhi khamosh karti hai... 

Zara khamoshiyo ko bolne ka avsar to do,
Ye tumhe zindagi ki chaah aur raah se avagat  
zarur karwaegi......

©Aarchi Advani Har baar har baat bolna zaruri to nai, khaamoshiyon ko bolne do zara