Mujhe sone ka pinjra nhi chahiye mujhe to khule aasman ke niche urna hai Thandi hawaon me khulke jeena hai Qaid karoge to dum ghut jaayega , pinjre me hi Par katoge to mujhe bhi yhi kahin mitti me dafna dena kyuki phir ur na sakenge to sone ki chiriya kehlaayenge🕊️ Sone ki chidiya 🕊️🕊️🕊️