Nojoto: Largest Storytelling Platform

Itna aasan nahi hota Shayar hona! Kisi k zindagi

Itna aasan nahi hota Shayar hona! 
Kisi k zindagi k chubhte pahelu ko likhna

Jo bichard jaaye Khaas jispar sher tha likha!
Bahut takleef deta hai phir uss sher ko padhna

Kisi ki khawahish likhna, kisi ki adaayen likhna
Tadpa deta hai aur phir unn adaaon ka bichardna

Qadeem tehreer jo likhe the kisi ki soorate haal par!
Gumgeen kar deta hai phir uss tehreer ko dekhna

Purani Yaaden aksar chaa jaati hain aankhon k Saamne!
Jab inn nigaahon ka hota hai unn lafzon ko takna

Shayar sirf alfaz nahi likhte, jazbaat likhte hain
Aap sab ko chahiye unn jazbaaton ko samajhna

Zindagi k har mod par hamare ash'aar padh kar parvez!
Zindagi k saath machalti fizaon ki tarah beh jaana Itna aasan nahi hota Shayar ho jaana 💜✨💔
Aaj kuch aisa hua k kuch ash'aar mere likhe huye aankhon k Saamne chaa gaye... 
Bahut si Yaaden mere aankhon k aage chaa gaye... 
Jab purane lafzon k chaalon me kho raha tha to yaqeen maano kuch ash'aar jo likhe the rula diye.
Kuch ash'aar apni zindagi k qisson ko bayan karte the, rula diye.
Jo pahele saath the, ab jo nahi hain, unn par jo sher the likhe, rula diye
Jab puraani tehreer par nazar padi, jab kayi gairon ko apna banaya, aur jab wo apne choot g

parvezkhan4859

Parvez Khan

New Creator