Wo Mere khayalo m nai h Par khayal m h Humari Baate nai hoti Par baato m wo h.. Iss sahar m na sahi Par jahn m h.... Unka Pata na sahi Khabar jarur rhkte h.. Hakikat m saat na sahi Par sapno m saat h wo .. Wo Aakho m nai jalakti mere Par Aakho k har aashu m uski Yaad h... zindagi m nai h ab mere wo par, meri har ruh jaise usiki ho .. reena_tanwar #reena_tanwar