Aaj maine mohabbat ka khel sareaam dekha Ek larki ko sare bazaar hota badnam dekha Aa gaya aansu pathar dilo ke bhi aankho me Mohabbat ka humne jab aisa anjaam dekha Jo tha bharosa wo bhi uth gaya mohabbat se Jab humne aasiko ka aisa ghinona kaam dekha Aaj kuch sareaam dekha! #yqdidi #yqbaba #yqhindi #yqurdu #bewafai #dhoka #pyarkadard #zindagi