Samay ki raftaar ke ahge kiska sar jhuka hai Sujhaav sabhi dete hai yaha par apne maksad pe bhala kon tika hai? Mukaam hasil karne ke iraado se sab jang mai utar jate hai Jab baat jeet pe ah jaye toh laahu or lalach mai jo laahu ko chu le use hi youdhaa theraahte hai. Ye karm-bhumi hai yaha samay or saal se nahi insaan ko uske karmo se jaana jata hai.. #समय #poetry #time #hindiwriteups #nojoto