kisi ka sath paana bhi aasan nahi hota kisi ke door jane se ye dil maayus nahi hota wajah kuchh aur bhi mil jati h duniya me jine ki kisi ki aans pe jeena bhi jeena nahi hota ©Fiza Rajan #heeling #diary