Nojoto: Largest Storytelling Platform

Zakham bhi kuch aise khaaye ke ungli uthaane waale

Zakham bhi kuch aise khaaye
ke ungli uthaane waale hi apne the
Pyaar ki chahat mein bhatakte rahe darr b darr
logon ne hume mann behlane ka zariya bana liya
andar se toote hain
par gumm ko chhupaye muskura rahe hain
Logon ko suna hai qaatil lagti hain humari hasi
khud roh kar bheed ko hum jo hasate hain....
Iss andheri raat mein chingaari lagake
unka dil behlate hain
Dekho na kesi lakirein hain humari
khud hi dard deke khuda
khud hi uthne ke qaabil bana deta hai
yeh bhi zaalim waqt hai ae ghalib
kabhi hasta kabhi rulata hai
tu bhi bada ajeeb hai ghalib
dusro ke ashq ponchh khud bharri mehfil mein yunh 
farebi muskurata hai.... #StruggleStory