Mujhe aapni jaan bana lo aapna ehsaas bana lo Mujhe aapni alfaz bana lo aapni dil ki aawaz bana lo, basaa lo aapni aankhon mein mujhe aapna khawaab bana lo mujhe chupa lo saari duniya se aapna ek gehra raaz bana lo, aaj ban jayo meri mohabbat aur mujhe aapna pyar bana lo.....,❤❤ #OpenPoetry