(pichli gazal ko kuch asha'ar) #khud hi pilaate jo mujhe sam, #sanam, hota yeh aapka karam; #unke kooche se ham kya jaate, #qadam bhi hamare ab, gaye jam; #jis taraf bhi ab uthe hain qadam, #pahunchte hain janib-e-adam; sam:- poison janib-e-adam:- maut ki taraf written by fahad... note:- agar asha'ar pasand aaye hain, aur aap puri ghazal sunne ke shauqeen hain to comment mein zaoor bataayein... #footsteps