Ek raat kali aai hai, ek surya chamakna baki hai.. Ek wakt abhi aaya h, ek dur aana waki hai. Tut chuki h himmat sari, ek dahard lagani waki h. Ek raat kali aai hai, ek surya chamakna waki h,!! bahut chha liye gumm ke badal, leher khushi ki waki hai. bahut hua zillat ka nakhra . sammaam humata waki hai. ,!! bahut sunn liya unsabka bola, kehna humara waki hai,!! . Ek raat kali aai hai. ek surya chamakna waki hai.. just_veer's. with mr._roy ©justveer ek Raat Kali aai hai ek Surya chamakna waki hai #EveningBlush