Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ek waqt tha jab Main logon ka Dilo mein Ghar karne

Ek waqt tha jab Main logon ka Dilo mein Ghar karne ke liye unki khushi k liye aksar  taklifon ko Sahna manzoor kar lati thi toh  logon ne usaa meri kamzori meri bhool samjha jab Main Kisi ke Zara se kadva bol sunkar Aksar Ro diya karti thi tab logon ne Mujhe emotional fool samjha jab halat se majbur thi Main Aur Mujhe sahare ki jarurat thi toh Logo ne meri majbooriyon ki vajah se Mujhe Apne pairon ki dhool samjha wah!! zamane Tere Insaaf  ka Kya kahnaa aaj jab main apni mehnat aur sabrr ki vajah se patthar Ki tarah mazboot Hun aur maine tujhse seekh kar tere sath wahi sulook kiya  toh tune Mujhe ghamandi aur magroor samjha.                                                                                                  🔥🔥by-Aliya Siddiqui_ #haalatAur#Zamana                          Aliyafromheart.