Haa sayad yeh mumkin nei ki tum Humei jajbaaton me milogi ! Magar firvi hum tumse dil lagana kaha vule hai ? Bss apne khwaishon ko bandishon me rakhliye hai ! Warna tumhari sanson mei unhi dhadakna kaha vule hai ? Second drawing art😬😹🙈 Quote pe kya likha hai wo mat puchna meko khud na pata maine kya likh diya..🤕😛🙈🤣 Na puchne ke liye dhanyawad aapaka...🙏🤣 Be happy because it's your life..😒🔥