mohabbat ko meri tarajuu me tolne ⚖ lagi wo ek bhi alfaaz bol na paya, jab bolne lagi wo gum ye nahi kii ruth gayi thi , sitam to ye hai kii jab badle halat ,to badal gayi wo chahat uski mere hone ki ,wajah ban gayi thi kya khub socha tha, kya khub nikal gayi wo dariya hii paar kiya tha, samundar to abhi baaki tha tarike badalne they, khud badal gayi wo salikha jisko bolne ka hamne sikhaya tha mijaj narm tha mera ,to rutba dikhakr chali gayi wo badal gayi wo