Nojoto: Largest Storytelling Platform

jindagi hame kuch to sikhati hai kaun apna hai,ka

jindagi hame kuch to sikhati hai 
kaun apna hai,kaun paraya 
ye batati hai
ja jane kab aa jaye maut jindagi me 
har din mar mar kar jina sikhati hai
jina bhi ek kala hai 
bhala ese kaun chala hai 
sabko hai  marna ek din ye batati hai 
jindagi hame kuch to sikhati hai
jindagi hame kuch to sikhati hai 
kaun apna hai,kaun paraya 
ye batati hai
ja jane kab aa jaye maut jindagi me 
har din mar mar kar jina sikhati hai
jina bhi ek kala hai 
bhala ese kaun chala hai 
sabko hai  marna ek din ye batati hai 
jindagi hame kuch to sikhati hai