Baat hi baat mai, Apni hi zaat mai. Mai to chal diya barasti barsat mai, Or shatranj ka khel wo bhi puri khurafat mai, Mai jaanbhoojh ker haara, Yaqeen rakhta hu maat mai. ©Albab Quddusi #player #friends