Aasman par taroan ki baraat ho.. tanha chaand ne apne chehre se chup ke se naqaab hata li ho..tab yaad ki shaakh par' mohabbat ke anginat phool khilne lagta hain .. dhadakte dil ki sadaaein kuchh is andaaz se sargoshiyan karne lagti hain • ~ tire khayaal se lau de uthi hai tanhaai ' shab e firaaq hai ya teri jalwa aaraai• ● Phir tera fasana yaad aaya..